maar toh nahi gya kahi ye toh har baar hota h jab bhi main akele tahal aati hoon apni khayali duniya mein jaha main khud he overthinking krti hoon ki koi mujhe pyaar kyu krega ye jhoot bol Raha h msg kyu nahi krta 1000 baar i love you kyu nahi bolta 😢😂😂😂😂