Jin behno ka bhai na ho waha bhi same situation hi hoti hai , cause unhone kabhi bhi ek bhai ka pyar ,ek bhai ka apni behno ko chidana unhe tang Krna aur fr rooth jane par mnana ye sab kabhi feel hi nhi kiya hota .aap ne bilkul sahi kaha rakhi to behne bhi kisi mooh bole bhai ya fr rishtedari vale bhai ko bandh skti hai lekin jo ek hi ghar mein rehkar bhai behn ka bond hota hai wo vaisa nhi hota