Aisa muze bhi lagata tha ki jitane average log hote hai unke sath nahi rahana chahiye but experience kiya ki sabhi me talent hota hai lekin karn unko scope nahi mila hai, muze humesha talented log mile hai lekin bhagwan kabhi aisa khel khelta hai ki hume lagata hai ki ye ladki ya ladka bakwas kar raha hai reality kuch aur hi hoti hai, jana ki sahi talent wo hota hai wo pathhar ko murti me convert kar sake wo hi, usise hamari talent ki aukat ka pata chalta hai, jo humare pas hai sab tak pahuchana aur sahi rasta dikhana hi jivan samrudhh hota hai, nourish karana dil dimag ko kiske bhi jo ataka hai use raha dikhana ye sahi hai phir gyan koi matalb nahi, talent to andar aana chahiye dusaro ke sath shikh milti hai lekin usko aur bhi enhance kitana kar sakte aur apna goal achive kar sakte yahi sahi talanted person ki pehachan hai