Bhaiya Aap Bahut Busy Ho Main Janta Hu Main Aapko Us Time Se Follow Kar Raha Hu Jab Se Aapne Apna 8th ya 9th video apne channel par dala tha bhaiya Aapke sath sath un sab aap jaise bade bade channel walo ko bhi request karunga jin logo ne aap logo itna bada kara hain atleast unke liye kuch likh hi do I M not cjp party supporter lekin wahi log jo aapko dekhte hain aaj vo log jantar mantar par aapke hi delhi me bahut pareshan hain bhaiya please